HyperOS 3 Beta Update Spotted – Full Details
Dosto, Xiaomi ne finally HyperOS 3 ke naye beta updates release karna start kar diya hai aur abhi kaafi saare devices ke liye spotted ho chuke hai. Agar aap Xiaomi, Redmi ya Poco user ho to ye update aapke liye kaafi important hone wala hai.
Main personally bhi in updates ko follow karta hoon aur aapko simple language me samjhata hu ki kaunse devices ko ye update mil raha hai, kab milega aur kya naya features aap expect kar sakte ho.
HyperOS 3 Beta Update Spotted Devices (China Beta)
1. Xiaomi 15: OS3.0.0.18.WOCCNXM
2. Redmi K80 Ultra: OS3.0.0.20.WONCNXM
3. Xiaomi 15 Pro: OS3.0.0.20.WOBCNXM
4. Xiaomi 15S Pro: OS3.0.0.12.WODCNXM
5. Xiaomi 15 Ultra: OS3.0.0.22.WOACNXM
6. Xiaomi Pad 7S Pro 12.5: OS3.0.0.13.WOTCNXM
7. Xiaomi Pad 7 Pro: OS3.0.0.17.WOYCNXM
8. Redmi K80 Pro: OS3.0.0.13.WOMCNXM
Xiaomi 14 HyperOS 3 Global Beta Update
1. EEA (Europe): OS3.0.0.1.WNCEUXM
2. India: OS3.0.0.1.WNCINXM
3. Turkey: OS3.0.0.1.WNCTRXM
4. Taiwan: OS3.0.0.1.WNCTWXM
5. Russia: OS3.0.0.1.WNCRUXM
(China, Global aur Indonesia abhi pending hai)
17 September Se Pehle Ye Devices Ko Update Milega
Xiaomi ne confirm kiya hai ki niche diye gaye devices ko 17 September se pehle update push kar diya jayega:
Smartphones
Xiaomi 15 Ultra
Xiaomi 15S Pro
Xiaomi 15 Pro
Xiaomi 15
Redmi K80 Pro
Redmi K80 Supreme Edition
Tablets
Xiaomi Pad 7S Pro 12.5
Xiaomi Pad 7 Pro
30 September Se Pehle Update Wale Devices
Agle batch me jo devices update receive karenge wo hai:
Smartphones
Xiaomi MIX Fold 4
Xiaomi MIX Flip
Xiaomi MIX Flip 2
Xiaomi 14 Ultra / Titanium Special Edition
Xiaomi 14 Pro / Titanium Special Edition
Xiaomi 14
Redmi K70 Pro
Redmi K70 Supreme Edition
Redmi K70
Redmi K70E
Tablets
Xiaomi Pad 7 Ultra
Xiaomi Pad 7
Redmi K Pad
TVs
Xiaomi TV S Pro Mini LED 2025 Series
Xiaomi HyperOS 3 Me Kya - Kya Naya Features Milega ?
Ab sawal ye hai ki HyperOS 3 me naya kya hoga?
Mere hisaab se aur leaks me jo info aayi hai, uske according:
Better Performance Optimization – gaming aur multitasking ke liye fast response.
New UI Changes – clean aur minimal design.
AI Integration – photo editing, battery optimization aur suggestions me AI ka role hoga.
Security Upgrade – privacy aur data protection strong hoga.
Cross Device Connection – Xiaomi phones, pads aur TV ko ek ecosystem me easily connect kar paoge.
New Wallpapers & Themes – naye stock wallpapers aur themes aayenge.
📢 My Socials & Updates
Dosto, main personally HyperOS updates, stock wallpapers aur photos share karta hoon. Agar aapko real screenshots, update files ya wallpapers chahiye to aap mujhe directly join kar sakte ho:
👉 Telegram Channel: Waha main update files, screenshots aur wallpapers upload karta hoon. Aapko sabse pehle wahi milega.
👉 Pinterest: Agar aapko kisi bhi phone ka stock wallpaper chahiye to aap Pinterest pe bhi dekh sakte ho.
Meri koshish hai ki sabse pehle aur authentic information aap tak pohch jaye.
❓ FAQs
Q1: HyperOS 3 Global update India me kab aayega?
👉 Xiaomi 14 series ke liye India beta update spotted ho chuka hai, stable update September ke end tak aa sakta hai.
Q2: Redmi K80 series users ko update kab milega?
👉 Redmi K80 Pro aur K80 Supreme Edition ko update 17 September se pehle mil jayega.
Q3: Kya HyperOS 3 me Android version upgrade bhi milega?
👉 Haan, kuch devices me Android 15 based HyperOS 3 expected hai.
Q4: Xiaomi Pad users ke liye kya naya hoga?
👉 Better multitasking, split screen aur battery optimization.
💡 My Opinion
Mujhe lagta hai ki Xiaomi ne iss baar update rollout kaafi fast start kiya hai. Normally China me update aata hai aur Global users ko wait karna padta hai, but is baar India aur Europe ke liye beta jaldi spotted ho gaya hai.
HyperOS 3 definitely ek strong OS hone wala hai jisme performance aur AI dono pe focus kiya gaya hai. Mujhe personally lagta hai ki agar Xiaomi UI ko thoda aur smooth aur bloatware free banaye to ye market me aur zyada popular ho sakta hai.
0 Comments